Ticker

6/recent/ticker-posts

Kisi Bhi Company Ke Sim Me Call Divert Karne Ki Jankari - Call Forward Kaise Kare

Kya aap call forward/call divert ke bare me jante hai? To aaj ham aapko Kisi Bhi Company Ke Sim Me Call Divert Karne Ki Jankari - Call Forward Kaise Kare, Call Divert Kaise Kare, Call Forward Cancel Kaise Kare, call forwarding in hindi, ye sab jankari aapko is post me batayege,

Kisi Bhi Company Ke Sim Me Call Divert Karne Ki Jankari - Call Forward Kaise Kare

Call Divert / Call Forward Kya hai,


Call Divert karna matlab aapke phone par aane wali call dusre numner par forward ho jayegi,
Jo 4 type ke hote hai,

  1. Always Forward/Divert, (hummesha Divert karna)
  2. When Busy, (jab aap busy ho tab Divert karna)
  3. When Unanswered, (jab aap call receive na karo tab Divert karna)
  4. When Unreachable, (jab aap network kshetra se bahar ho tab Divert karna)
Isme se koi prakar ke apne number par aane wale call ko aap dusre mobile number par call divert kar sakte hai,

Kisi Bhi Company Ke Sim Me Call Divert Karne Ki Jankari - Call Forward Kaise Kare


Step:1 apne mobile ke call settings me jaye, call settings aapko Phone Settings ya call Log, Phone book me milegi,

Kisi Bhi Company Ke Sim Me Call Divert Karne Ki Jankari - Call Forward Kaise Kare

Step:2 call settings me Voice call me jaye aur agale settings me Call Divert/Call Forwarding me jaye,

Kisi Bhi Company Ke Sim Me Call Divert Karne Ki Jankari - Call Forward Kaise Kare

Step:3 Call Forwarding settings me aapko jis prakar ki Call Divert karni hai wo select kare, (jo uper 4 prakar bataye hai usme se)

Call Forward  Call Divert Kaise Kare

Step:4 jis number par aap apni aane wali call divert karna chahte hai wo number enter karke enable kar dijiye,

Kisi Bhi Company Ke Sim ki Call Forward Kaise Kare



Call Divert Cancel Kaise Kare


Call Divert cancel karne ke liye vapis apni call forwarding settings me jaye, vaha aapne jo call divert kiya hai uska active status niche diye anusar hoga,
Maine Always Kiya tha to always me forwarding aa raha hai to aapne jis type se call divert kiya hai usme jaye,

Call diverting kaise kare

Aapne jis mobile number me apna call divert kiya hai wo uske niche disable likha hai vaha disable karne par aapke sabhi call divert cancel ho jayege,

Call divert cancel kaise kare

Jio Sim Me Call Forwarding/Call Divert Kaise Kare

Jio sim me call divert karne ke liye niche diye code ka istemal karna hai,

Aap jis Type/Condition me divert karna chahte hai us code ko apne mobile number se pehle enter karke call kare,

Always Forward/Divert, 401
When Busy, 403
When Unanswered, 405
When Unreachable, 409

Niche example me jaise dikhaya hai us tarah code dial karke call karna hai,

*401*9876543210

Sabhi call forwarding/call Divert cancel karne
ke liye 413 code ka use kare,


To aasha karte aapko hamari post "Kisi Bhi Company Ke Sim Me Call Divert Karne Ki Jankari - Call Forward Kaise Kare" pasand aai ho,

Agar aapka koi sawal hai to comments karke puche, 

Post a Comment

1 Comments

Aapka Is Post Ke Related Sawal Hai To Yaha Comments Karke Puch Sakte Hai, Ham Jald Hi Aapki Help Karege