Ticker

6/recent/ticker-posts

All Call Details Record History Bill Kaise Nikale - Kisi Bhi Number Ki

Kya aap kisi mobile user ki All Call Details Record History Bill Nikalna Chahte hai?
Tobhamari os trick ko follow karle aap kisi bhi Company Ke Sim ki Puri Call History apne email par Recive karke dekh sakte hai,

All Call Details Record History Bill Kaise Nikale - Kisi Bhi Number Ki


All Call Details Record History Bill Kaise Nikale


Step:1. Apne Android Mobile mei google play store par jaye aur Mubble Recharge Palns And Prepaid application search kare,
Jaise niche dikhaya hai vaise sirf Mubble likhkar search kare,
Aur Mubble Application ko install kare,

All Call Details Record History Bill Kaise Dekhe

Step:2. Ab Mubble Application ko open kare, aur singup kare, singup karne ke liye niche diye steps follow kare,

  1. Language Selecte Kare,
  2. Give Permission me Permission Allow kare,
  3. Apna Mobile Number Enter kare, (Jiski Aap Call Details Record History Bill Nikalna Chahte hai, aur wo sim usi phone me hona chahiye)
  4. Gmail Account Address Selecte kare, (jo aapke phone par Login ho, aur jis par aap Call Details Record History Bill Receive Karna Chahte hai)


Online All Call Details Record History Bill Kaise Nikale  Kisi Bhi Number Ki

Step:3. Ab niche bataye anusar kuch steps aapko follow karne hai,
  1. Ab aapko mobile accessibility par permission on karna hai, step 1 me jo photo diya hai use dekhe
  2. Give permission par click karege to step 2 me jo photo di his, aise aayega
  3. Aur step 3 me photo diya hai, ayr vaha bataya hai vaha click karke on kare
  4. Ab aapko apne dual sim card mai se kisi ek sim ko select karke get bill par click kare ab aapke samne step 4 me jo photo dikhaya hai, wo page aayega vaha aap last 7 days ya last 30 days ya phir ap jis month ka bill chahte hai, uska custom date set kar sakte hai,
  5. Date select karne ke bad niche get bill par click kare
  6. Ab aapko ek popup Windows dikhegi jisme aapka email address hoga aur usme niche OK par click kare

All Call Details Record History Bill Receive Email In Hindi



Step:4. Ab aapko apne email me jakar check karna hai, agar email nahi aaya to 5 minutes wait kare aur apna email inbox refresh kare
Email aane ke bad open karke niche jo PDF file hai, use download kare
PDF open karke aapko aapki puri call details show hogi,

Online Call Details Bill Email Par Kaise Recive Kare Sirf 5 Minutes Me Kisi Bhi Number Ki




Is post se sambandhit agar aapka koi sawal hai to hame comments karke puche,
Ya aapko Kisi Number Ki Call Details Record History Bill nikalne me koi help chahte hai, aap niche comments kare, ham aapko puri sahayata karege,

Post a Comment

11 Comments

  1. Nice blog sanjay. Muje aapka image ka istemaal karna. Bahoot accha lagata hai. Ki kya aap bata sakate ho. Ki aap konsa software istemaal karate ho.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Me jo image me arrow lagata hoo, wo Mi Max 2 Smart Phone ki emag3 edit feature ka hai,
      Jo sabse achcha hai, aur sabko pasand aata hai, lekin ye software se aise arrow nahi laga sakte hai, kyoki ye Mi Mobile ka feature hai,

      Aur me photo ko pahle canva application/site se edit karta hoo aur fir MI Photo Edit se edit karta hoo, aur fir compress karke use karta hoo,

      Delete
  2. Kya sach me Kisi ki call record nikalna mumkin hai?

    ReplyDelete
    Replies
    1. Ji bilkul, lekin wo number par OTP jayega aapko use submit karke confirm karna hoga,

      Delete
  3. Airtel sim ki call history kaise nikale?

    ReplyDelete
  4. Kisi aur ki Vodafone sim call history Kaise dekhe

    ReplyDelete
  5. Dusro li call apne phone par kaise sune

    ReplyDelete

Aapka Is Post Ke Related Sawal Hai To Yaha Comments Karke Puch Sakte Hai, Ham Jald Hi Aapki Help Karege