Ticker

6/recent/ticker-posts

Mobile Me Direct Youtube Videos Download Kaise Kare - Bina Koi Applications Se

Kya aap apne mobile se bina kisi applications koi bhi Youtube Videos Download karna chahte hai, to hamari is trick ko padhkar aap kisi bhi YouTube videos Download kar sakte hai sirf 2 Minutes mei,
Vaise YouTube videos Download karne ke liye Vidmate Application kafi popular hai, koi bhi mobile users agar youtube videos Download karna chahta hai, to vah Vidmate Application se aasani se download kar sakta hai,
Lekin doston YouTube Videos Download karne ke liye koi bhi Application aapko uski ads dikha dikha kar pareshan kar deti hai,

Jiski ads bar bar screen par aa jati hai, aur wo mobile ki speed bhi kam kar deti hai, aur sath hi mobile ki battery ko jaldi se khatam kar deti hai,

Lekin is trick ko sikhne ke bad aapko koi bhi Applications ko use karne ki jarurat nahi padegi, aur isme aapko koi bhi Applications install karne ki jarurat bhi nahi padegi,

Aap apne android smart phone ki ek application se kisi bhi YouTube videos Download kar payege, aur wo application aapke mobile par pahle se hogi,

To Huamari is trick ko follow kare aur aapne jis applications ko youtube videos Download karne ke liye install kiya hai, use uninstall kare, aur apne mobile ko anchahe ads se chutkara de,

Mobile Me Direct Youtube Videos Download Kaise Kare - Bina Koi Applications Se


Mobile Me Direct Youtube Videos Download Kaise Kare

Step:1. Pahle Aap jo youtube videos download karna chahte hai uski link copy kar le,

link copy karne ke liye aap jis video ko YouTube par dekh rahe ho, usmei share ke options par click kare aur vaha Copy Link par click karle youtube video link ko copy kare,

Step:2. Ab aap apne mobile par Google Chorme Web Browser ko open kare, (Niche jo photo di gai wo Google Chrome Web Browser ki hai use open karna hai)


Mobile Me Direct Youtube Videos Download Kaise Kare

Step:3. Ab google chrome web browser me uper top mei URL Bar hoga usme jo url hai use pura delet karke aapne jo youtube video link copy ki hai use paste kare, aur us video ko google chrome par open kare,
Agar aap pahli bar Google chrome web browser use karne ja rahe hai, to aapko url bar nahi dikhega, to aapko youtube video ki link ko bich me diya search box mei hi paste karna hai,
Aap google Chrome Web Browser mei YouTube site open karke search karke bhi us video ko dhoondh sakte hai jis video ko aap download karna chahte hai,

Mobile Me Direct Youtube Videos Download Kaise Kare

Step:4. Ab aapke us video ki link kuch is tarah aapko dikhegi https://m.youtube.com/watch?reload=9&v=29FnTgr6E9s&feature=youtu.be jaise niche photo me dikhai hai,

Mobile Me Direct Youtube Videos Download Kaise Kare

Step:5. Ab is link mei aapko https://m. Ke bad aur youtube.com se pahle ss lagana hai,

ss lagane ke bad aapki link kuch is tarah dikhegi, https://m.ssyoutube.com/watch?reload=9&v=29FnTgr6E9s&feature=youtu.be

Ss lagane ke bad aapko ✅ kar dena hai, (aapke keypad mei ✅ ki jagah GO bhi likha ho sakta hai to GO kar de)

Mobile Me Direct Youtube Videos Download Kaise Kare

Mobile Me Direct Youtube Videos Download Kaise Kare



Step:6. Ab aapko download options show hoga jisme aap Green Download button se video ko asani se download kar sakte hai, paas me aapko video ki quality change karne ka option bhi milega, jisse aap jis quality mei chahe us quality mei download kar sakte hai,

Mobile Me Direct Youtube Videos Download Kaise Kare



Apne doston ke sath is jankari ko share karna na bhule,

Post a Comment

0 Comments