Ticker

6/recent/ticker-posts

Facebook Vip Account Kaise Banaye - Security Aur Privacy Setings

Hello dosot kya aap jante hai Facebook VIP Account Kaise Banaye? Aapne bahot se aise facebook account dekhe hi hove jo official account hota hai, aur us par bahot se jyada followers hote hai, uski har ek post par 1k se 10k jitni likes hoti hai, 

Facebook  Par VIP Account banane ki bahot si trick aapko mil jayegi lekin jisme sirf niche likha hua aata hai facebook Official Account lekin ham aapko jo trick bata rahe hai, jisme aapko sabhi settings step by step screen shots ke sath denge, aur aapki facebook Id Ekdum VIP Account ki tarah dikhegi,
aur ham aapko is post me Facebook Par Vip Account banane ke sath sath facebook par apni Privacy aur security kaise badhaye iski bhi jankari denge,


Facebook Par Vip Account Kaise Banaye Official Facebook Vip Account Set Up


Facebook Par Vip Account Kaise Banaye



Sabse pahle to aapko aapka Facebook Account Application par Login karna hai,
Facebook Application Me Facebook Account Ko VIP Official Account banae ki puri settings bahot hi aasani se aur jaldi se kar payege,



Step:1 Ab sabse niche Setting And Privacy par jaye,


Facebook Par Vip Account Kaise Banaye puri jankari

Step:2 Settings ke niche jaye aur Public Post Me ja kar aapko sabhi post ko public karna hai, iske liye Niche 3 number Public Post Likha hai vaha se Public Post settings par jaye,

Facebook Par Official Vip Account Kaise Banaye

Step:3 Ab settings me aapko Public Post par jana hai,
Public Post settings me sabhi Options me public kar dena hai,
Jaise niche screen shot me dikhaya gaya hai,
Aur last ka Comments Ranking Option diya hai use bhi on kare,
Comments Ranking on karne aapke post par aapki ki hui sabhi comments sabse uper(Top) par rahegi,
Aur baki ke log jo comments karege wo sabhi comments aapki comments ke niche dikhayegi,

Fb vip account kaise banaye
facebook vip account Post Setting


Step:4 ab aapko apno Timeline And Tagging ki settings karni hai, aur tagging off kar dena hai, jisse aapki timeline par aapke alawa aur kisike post na dikhaye,
Jisse ye hoga ki aapki timrline par sirf aapke hi post rahege jisse aaple sabhi followers aapki hi post dekh kar like aur commens kar payege,

Yaha Se Padhe


Facebook Par Tagging Off Kaise Kare (Facebook VIP Account tagging set up)


Step:6 Settings page par vapis aaye aur step:2 ke screen shot me jaga dikhaya hai vaha se Timeline And Tagging Settings par jaye, ab niche jaise screen shot me dikhaya hai thik usi tarah pura setting kar dijiye, jisse aapki Timeline par aapki post ke siva aapke friends ki tag ki hui post nahi show hogi,


Facebook Par Vip Account Official Profile
Vip Facebook Account Tagging Settings


Facebook VIP Account Privacy Policy Settings Kaise Kare


wo can see your feature posts? ise public set rakhe taki aap jab bhi koi new post kare tab to post sabhi facebbok users ko dikhaye,

Who Can Send You Friend Requst mei Friend Of Friend Set kar dijiye jisse aapko friend ke friends hi requst send kar payege aur koi anjan facebook users aapko friend requst send nahi kar payega, sirf follow hi kar payega,

Who Can Look You Up The Phone Number? is setting me friends set kar dijiye jisse aapke mobile number ko koi search me istemal karke aapki facebook account tak nahi pahunch payega, aur uske uper ka option hai usme bhi friends hi rakhe jisse email address se search karke bhi aapki id tak koi anjan facebook users nahi pahunch payega,
aur sabhi settings niche jaise photo me dikhai hai us tarah set kar dijiye,


Facebook Privacy Settings Kaise Kare Hindi


Yaha Se Padhe


ab aapka vip facebook account Official Account ki tarah dikhne vala account ban agay hai,

to aasha karte hai, ki aapko hamari ye post Vip Account Kaise Banaye - Security Aur Privacy Setings pasand aai ho aur aap ise achche se samjh paye ho,

agar aap is post se releted koi sawal karna chahte hai, to niche comments karke puche ham aapke har saval ka javab aur solution dene ki koshis kerege,

Tag: vip facebook account, facebook vip account

Post a Comment

4 Comments

Aapka Is Post Ke Related Sawal Hai To Yaha Comments Karke Puch Sakte Hai, Ham Jald Hi Aapki Help Karege