Agar ham apne Android Mobile Ka Pin Pattern Lock Bhul jate hai, to use kisi bhi tarah todna padta hai, iske liye bahot tarike hai, jiski ham is post me bat karege, to please ek bar is post ko pura padhe Kisi Bhi Mobile Ka Pin Pattern Lock Kaise Tode - Unlock Forgotten Password Hindi,
PIN Pattern lock bhul jane par aapke paas kai tarike hai jisse aap apne mobile ka pin ya Pattern lock tod sakte hai,
Jisme pahla hi tarika hai ki Mobile Ka Pin Pattern Lock bhul jane par aapko kisi mobile repairing shop par use flash karvana hai, jo ki mobile ke liye thik nahi hai, mobile flash karne ke bad usme kuch problem aa jati hai,
Main Problem ye hai ki mobile ko flash karne ke bad aapke mobile ka Performance ka aur conditions kharab ho jati hai,
Jisse mobile ki Speed Low ho jati hai, aur bad mei flash koye hue mobile par kuch applications thik se work karna band ho jati hai, aur phone Hang hone lag jata hai,
To agar aap kabhi apne mobile ka Pin Ya Pattern lock bhul jate hai, to hamari ye post Kisi Bhi Mobile Ka Pin Pattern Lock Kaise Tode - Unlock Forgotten Password Hindi aapko apne mobile ko unlock karne 100% Help karegi, aur isme aapko pc/computer ki jarurat nahi padegi, aap bina computer se kar sakte hai, to shuruvat karte hai is trick ko kaise istemal kare,

Kisi Bhi Mobile Ka Pin Pattern Lock Kaise Tode - Unlock Forgotten Password Hindi
Required : Gmail Account aur athor mobile
Isme aapko sirf Gmail Account aur ek dusre mobile ki jarurat padegi,
Sabse pahle aap dusre mobile phone par apna wo gmail account login kare jo aapke bhule gaye Pin Pattern Lock hue mobile par login hai,
Matlab ki aap jis mobile phone ka Pin Pattern Lock bhul gaye hai usme jo Gmail Account Login hai usi Gmail Account ko dusre mobile phone mei login/singin kare,
Step:1 Ab dusre mobile par Google Chorme Browser Open kare, niche uska photo dikhaya hua hai wo browser,
Step:2 Ab Google Chorme Browser par Search kare, Find My Device jaise niche photp mei dikhaya hai vaise,
Aur photo me jaha erow lagaya hai,
Find Your - Google account vaha click karke use open kare,
Ab aapko apna Google Gmail Account ko fir se login karne ke liye kahega,
To apna password niche enter karke Next kare,
Note: jaise Hi Sanjay ke niche mera Google Gmail Address dikha raha hai, vaha aapka Google Gmail Account Address hona chahiye, agar pehle se login vaha Gmail Address hai to vaha apna Gmail Account Address select kare,
Yaha Se Padhe
Ab consider erasing your device par jaha blue erow lagaya hai, vaha click kare to aapko niche ke options dikhayege, vaha jo Red Colour Ke button me YES, ERASE likha hai us button ko dabakar apne sabhi data ko Erase kar de,
Ab jis phone ka aap Password Pin Pattern bhul gaye hai wo phone pura restart ho jayega, aur thik vaise hi ho jayega jaise aapne naya lete samay box mai se nikala tha, yani aapke phone ki puri data ko erase karke factory reset ho jayega,
Yaha Se Padhe
Important : ab aapko phone start hone ke bad vahi Google Gmail Account ko fir se Login/Singin karna hoga jo pahle aapke phone mei Login tha,
To doston kaisi lagi aapko hamari ye post Kisi Bhi Mobile Ka Pin Pattern Lock Kaise Tode - Unlock Forgotten Password Hindi
Achchi lagi to apne doston se share jarur kare,

Agle page par aapko aapka mobile ka name dikhayega, agar aapne ek se jyada mobile par apna gmail account login kar rakha hai to un sabhi devises ka name dikhayega, jaise mera Mi Max 2 dikha raha hai agar vaha ek se jyada devises dikha raha hai to vaha apna wo Mobile select kare jiska aap Pin Pattern Lock bhul gaye hai,
Yaha Se Padhe
- Google Map पर अपनी दुकान घर Business Location Register कैसे करे
- Google Gmail Account Kaise Banaye (Gmail Id कैसे बनाए)
- Apne Ya Kisi Bhi Mobile Number Ki Location pata kaise kare
Ab consider erasing your device par jaha blue erow lagaya hai, vaha click kare to aapko niche ke options dikhayege, vaha jo Red Colour Ke button me YES, ERASE likha hai us button ko dabakar apne sabhi data ko Erase kar de,
Ab jis phone ka aap Password Pin Pattern bhul gaye hai wo phone pura restart ho jayega, aur thik vaise hi ho jayega jaise aapne naya lete samay box mai se nikala tha, yani aapke phone ki puri data ko erase karke factory reset ho jayega,
Yaha Se Padhe
- Online Call Details Bill Email Par Kaise Recive Kare Sirf 5 Minutes Me Kisi Bhi Number Ki
- Kisi Aur Ka Facebook Password Kaise Pata Kare In Hindi
Important : ab aapko phone start hone ke bad vahi Google Gmail Account ko fir se Login/Singin karna hoga jo pahle aapke phone mei Login tha,
To doston kaisi lagi aapko hamari ye post Kisi Bhi Mobile Ka Pin Pattern Lock Kaise Tode - Unlock Forgotten Password Hindi
Achchi lagi to apne doston se share jarur kare,
2 Comments
bahut he badiya post share ki hai apne. thanks
ReplyDeletethans fore visit brother...
DeleteAapka Is Post Ke Related Sawal Hai To Yaha Comments Karke Puch Sakte Hai, Ham Jald Hi Aapki Help Karege