Ticker

6/recent/ticker-posts

Online Bank Account Open Kaise Kare - Open Zero Balance Axis ASAP Bank Ac

kya aapko pata hai ki Axis ASAP me ham online zero balance par Online bank Account open kar sakte hai? han dosto Axis Bank me ham online bina paper work ke bina koi paisa jama kiye bank account khol sakte hai,
to aaj ham is post me aapko Online bank Account opening ke bare me puri janakri denge jisse aap bhi online Axis Bank me Zero Balance Se ASAP Account Open kar payege,

Axis ASAP Kya Hai

ASAP ka Full Form Hai "As Soon As Possible"Jise hindi me ham bolte hai "Jitna Ho Sake Jaldi" Axis ASAP Account Opening ke liye aapko kahi jane ki jarurat nahi hai, aur na hi aapko kisi paper work ki jarurat hogi, aapko koi documnets kahi par dene nahi hoge, aur aapko Axis ASAP Account Open karne ke liye kahi jana nahi hoga, matlab aapko branch jana nahi hoga aur aap ise ghar baithe apne mobile ya leptop ki madad se online opening kar sakte hai,

Axis ASAP Bank Account Ke Liye Kya Kya Proof Chahiye


Axis ASAP Online Bank Account Opening karne ke liye aapko sirf do Documents chahiye, aapko documents kahi par submit karne nahi jana hai,
  • PAN Card
  • Aadhar Card
in dono Id Proof Documents ke number aapko Online Bank Account Open karte samay aapko sirf usme apna Aadhar Number Aur PAN Card Permanet Account Number Submit karna hai,

Axis ASAP Bank Account Ke Fayade


jaise ki hamne uper batay isme aapko kisi branch jana nahi hoga, aur ghar baithe hi Axis ASAP Account Open karna hai, iske sath sath aaapko Axis ki taraf se Free Me Virtual VISA Platinum Debit Card bhi milega jise aap online shoping, online bill pay reacharge ya kisi bhi jagah par istemal kar sakte hai,

Axis ASAP Online Bank Account Ka Use Kaha Kaha Kar Sakte Hai


  • Online Funds Transfer
  • Online Shoping
  • Online Bill Pay
  • Fixed Deposit
  • Receive Money



Online Bank Account Open Kaise Kare -Open Zero Balance Axis ASAP Bank Ac

Online Bank Account Open Kaise Kare -Open Zero Balance Axis ASAP Bank Account


Online ASAP Bank Account Open karne ke liye Axis Bank ki website par jaye Opening Axis ASAP Account

aur mangi gai 3 informations submit kare,

  1. I Am A New User select kare,
  2. Apna Mobile Number Enter Kare (aapka mobile number aadhar card me regitred hona chahiye)
  3. Apna Aadhar Card Number Enter Kare,
  4. Apne PAN Card ka Permanent Account Number Enter Kare,
  5. Agreement Box Me Mark Karke Box Bhare (sirf box me click karna hai)
  6. Next Par Click Kare


Online Bank Account Open Kaise Kare


ab aapke mobile number par ek OTP Code aayega jise aapko enter karke Continue kar dena hai,

next page par aapki aadahr card me jo name address city jaise hoga us tarah sab kuch set ho jayega, aapko bas apni city agar aapke city me Axis Bank nahi hai to apne paas ke koi city ko select karke continue kar dena hai,

uske bad aapko Virtual Axis Debit Card ka option aayega jisme aapka aapka jo aadhar card par name hoga wo automaticlly aa jayega aapko sirf Procces kar dena hai,
uske bad aapko niche jo iamge me dikhaya hai aise aapko aapka Axis ASAP Bank Account Number IFSC code aur aapka Visa Platinum Debit Card show hoga aur


Online Bank Account Open Kaise Kare - Open Zero Balance Axis ASAP Bank Ac


Yaha Se Padhe



ab aapka Axis ASAP Bank Account Open ho gaya hai, ab ise kahi par use kar sakte hai,

jyada jankari ke liye aap Axis Bank Ki website par FAQ padh sakte hai jisme aapko aapke sabhi sawalon ke jawab mil jayege,

aisi hi jankari aur internet knowledge bahdane ke liye hamare blog ko niche diye subscribe box me apna email submit karke subscribe kare, aur hamare aane wale naye post apne email inbox par receive kare,

Post a Comment

8 Comments

  1. Replies
    1. Aapke Axis ASAP Account ATM aapke aadhar card me jo address hai us address par milega,

      Aur Axis ASAP ATM PIN aap axis care me call karke ganerate kar sakte hai,

      Delete
  2. Kotak Bank account online Open kaise Kare?

    ReplyDelete
  3. Axis ASAP ATM aane me kitne din lagte had?

    ReplyDelete
  4. Apna axis asap atm kaha se milega

    ReplyDelete
  5. Maine new account open kiya bt screenshot nahi kiya, ab Mai account number aur debit card dekhna chahta hu kaise dekhen.

    ReplyDelete
  6. Thank you so much for sharing all this wonderful info with the how-to's!!!! It is so appreciated!!!You can find out more on Zero Balance Account

    ReplyDelete

Aapka Is Post Ke Related Sawal Hai To Yaha Comments Karke Puch Sakte Hai, Ham Jald Hi Aapki Help Karege