Ticker

6/recent/ticker-posts

Android Mobile Applications Update Kaise Kare Aur Kyo

Android Mobile Applications Update Kaise Kare Aur Kyo? Android mobile me har din applications update version available hote hai,
Agar aap samay samay par sabhi Android Mobile applications Update karte rehte hai, to aapke sabhi applications Updated rahege,

Android Mobile Applications Update Kyo Kare? Applications Update Karne Ke Fayade


Bahot se users aise hote hai jo kabhi bhi apne Android Mobile Applications Update kaete hi nahi, jo old version hota hai use hi use kaete rehte hai, to apne android Mobile Applications ko samay samay par update karna bahot hi jaruri hai, Mobile Applications Update karne ka fayada ye hai ki koi purani applications jab Update hoti hai to wo applications New Latest Version me badal jati hai yani applications company usme naye naye features add karti hai, jisse applications aur bhi behtar banti hai,

To aapko apne Android Mobile Applications jab bhi Update ho to use turant Update kar lena chahiye,
Facebook, Whatsapp, YouTube, Messenger, Instagram in sabhi applications weekly ya monthly Update available ho jata hai, to use update kar leni chahiye,

Android Mobile Applications Update Kaise Kare Aur Kyo

Android Mobile Applications Update Kaise Kare Aur Kyo

Step :1 apne Android Mobile Me Play Store Application open kare, aur left site me top par menu Options hai usko open kare,

Android Mobile Applications Update Kaise Kare

Step:2 options me 1st option me My Apps And Games Me jaye,

Android Mobile Applications Update Kaise Kare

Step:3 pahle options Upadte me jitni applications ke update version available hoge wo sabhi Applications aapko dikjayegi, uske aage Installed me aapne jitni Applications play store se imstall kar rakhi wo sabhi applications show hogi,
To pahle Updates me apni sabhi applications ko ek ek karke matlab jis applications ko aap jyada istemal kar rahe ho use update kar sakte hai, agar aap sabhi applications ko update karna chahte hai, to Update All se ek sath sabhi Applications ko Update kar sakte hai,

Android Mobile Applications Update Kaise Kare


Post a Comment

1 Comments

Aapka Is Post Ke Related Sawal Hai To Yaha Comments Karke Puch Sakte Hai, Ham Jald Hi Aapki Help Karege