Ticker

6/recent/ticker-posts

PayPal Account Kaise Banaye Step By Step Hindi

hello dosto agar aaj online work karna chahte hai to aapko subse pehle paypal ki jarurat padegi kyoki paypal ke bina aap onilne kamaye hue paise ko apne bank account main  withdrow nahi kar sakte hai, to is pot me ham aapko paypal account kaie banaye iski step by step jankari aapko batange,




payapl ek aisi company hai jo dollars main aaye hue paise ko indian rupie main  convert karke deti hai,

PayPal Account Kaise Banaye Step By Step Hindi



1: subse pehle aap paypalindia.com par jaye aur vaha jaise uper screen shot main dikhaya gaya hai,
aise step ko follow kare individual accoun par click karke aage badhe,

2: ab aapke samne ek form aayega jisme aap apna name,email adreass,password,re enter password dale aur continue kare jaise uper ki 2dn screen shot main dikhaya gaya hai,

3: ab aapko apni personal information dalne ko kaha jayega jaise uper 3rd screen shot me dikhaya gaya hai aise hi firsname, middelname, date of birth, nationality, adderess line, address line 2, town/city, state, pin code, aur mobile number aur last main diya box par mark kare aur agree and creat account par click kare,

4: jiase aap aage jayege aapko apna dabit card add karne ka bform aayega agar aap nahi add karna chahte to i'll link my card later par click karke next step par jaye,

5: ab aapko apna bank accoun link karne ko kaha jayega to link a bank account par click kare jaise uper screen shot main dikhaya gaya hai,

6: jaise last screen shot main dikhaya hai vaha apna bank account number aur ifsc code input kare aur aage badhe jaise hi aap apna bank account aur bifsc code add karke aage jayege to paypal se aapko ek email prapt hoga usme bataya jayega ki paypal aapko 2 chote chote chote amount aapke bank account main transfer karega jo aapko apne bank se pata karna hai, to uske liye aap apne bank ya atm se stetment nikalkar paypal me apna bank account confirm kar sakte hai jaise niche pic main dikhaya gaya hai,
pehle box main aapko jo pehla ammount mila hai, wo bharna hai aur dusre main jo 2nd par aaya hua amount bharna hai,

paypal create all info steo by step
paypal ac kaise banaye steo by step screen shot



jaise hi aap apna bank account confirm kar loge aapko paypal se email milega ki aapka paypal account ab dollasr se indian rupies me convert karne ke liye ready hai,
ab aap online earn kiye hue paise ko jo dollars me aayege use aap apne bank account mai indian rupies me le saktey hai,


paypal me bank ac add and confirm kaise kare
confirm paypal account


jo ammount aap dollars main apne paypal account main recive karege use paypal 7 dino ke bhitar aapke bank account main  automaticly transfer kar dega

to dosto is article se aapko paypal account banane ke liye helpful ho aisi aasha karte hai,

PayPal Account Kaise Banaye Step By Step Hindi

Post a Comment

0 Comments