Kya aap apni facebook profile ko search Results se hide karna chahte hai? To is post ko ekbar jarur padhe, Facebook Id Ko Search Me Hide Kaise Kare - Hide Fb Profile Search Results
Agar aap apni facebook profile ko search me nahi dikhana chahte hai to aap apni facebook profile ko search engine se hide kare sakte hai,
Agar aap apni facebook profile ko search me nahi dikhana chahte hai to aap apni facebook profile ko search engine se hide kare sakte hai,
Facebook Profile Ko Search Result se hide kyo kare?
Jab aap kisi anjan Facebook users ko apni facebook profile show nahi karana chahte aur aapki facebook profile private hai, to aapko apni facebook profile ko search engine se hide karna chahiye,
Facebook Id Ko Search Me Hide Kaise Kare - Hide Facebook Profile Search Result
Step:1 apne facebook application me settings me jaye,
Step:2 Privacy settings me jaiye, https://www.facebook.com/settings
- Option:1 me Friends Of Friends rakhne se aapko aapke friends ke friends hi request send kar payege,
- Option:2 me only me rakhne se aapki friends list aapke alawa koi dekh nahi payega,
- Option:3 me friends rakhne se aapki profile email address se search karne par aapke friends ko hi show hogi,
- Option:4 me friends rakhne par aapke mobile number se search karne par sirf aapke friends ko hi aapki profile show hogi, aur koi aapke mobile number se search karega to use aapki profile search results me show nahi hogi,
Step:3 uper jo option 5 diya hai usme jaye, agle setting me ek button aayega jaise niche photo me diya hai wo option enable hai use disabled karna hai,
Step:5 niche ek Pop-up aayega disabled Confirmation ka usme disable kar dena hai,
Ab aapki Facebook profile search result se hide ho gai hai ab aapka name koi kitna bhi search kare aapki facebook profile search result me show nahi hogi,
7 Comments
कमाल की पोस्ट शेयर की है आपने
ReplyDeleteThanks fore comment..
DeleteFacebook name kaise hide Kare?
ReplyDeletebahut he kam ki jankari share ki hai apne facebook users ke liye.
ReplyDeleteFacebook profile Search engine se remove Kaise kare
ReplyDeleteFacebook id ko delet kaise kare?
ReplyDeleteFb se photo delete kaise Kare?
ReplyDeleteAapka Is Post Ke Related Sawal Hai To Yaha Comments Karke Puch Sakte Hai, Ham Jald Hi Aapki Help Karege